Namaz parhne se pehle badan ka pak hona
Namaz ke liye kapdon ka saaf hona
Paanch waqt ki namaz mein se kisi ek namaz ka waqt hona
Qibla ki taraf mooh ka hona (Qibla ka matlab Khana-e-Kaaba)
Namaz ki niyyat aur irada karna
Pak saaf jagah ka hona
Ghusl karna, namaz se pehle agar aap pak saaf nahi hain to nahayein aur ghusl karein
Namaz parhne se wazu karna..
bismillaahir-rahmaanir-raheem
Niyat Karna: (Dil me niyat karein zubaan se kehna zaruri nahi) niyat Karti/Karta hoon Mai 2 rakat namaz sunnat waqt fazr waste Allah ta'ala ke rukh Mera Kaaba sharif ki or itna kehkar "Allah Hu Akbar" kehte huve dono haath kandhon tak uthayein..
Phir seene pe left hand ke upar right hand ( left hand ki hateli ke upar right hand ki hateli) rakhein..ab padhein 👇
Bismillahi Ar rahman Ar raheem
1) Subhanaka Allahumma wa bihamdika, wa tabaarakasmuka, wa ta’ala jadduka, wa la ilaaha ghairuk."
(ترجمہ: اے اللہ! تو پاک ہے اور تیری حمد کے لائق ہے، اور تیرا نام بابرکت ہے، اور تیری شان بلند ہے، اور تیرے سوا کوئی معبود نہیں۔)
Tarjuma : (Aye Allah! Mein Teri Paaki Bayan karta hu aur Teri Hamd (Taarif) wa Sana bayan Karta hu aur Tera Naam Barkatwala Hain, Buland Hain Teri Shan, aur Nahi Hain Ma'bud Tere Siva Koyi)
2) ta'wuz:- a' oozu billaahi minas-shaitaanir-rajeem
3)SURAH- AL FATIHA :-
- Bismillaahir Rahmaanir Raheem
- Alhamdu lillaahi Rabbil 'aalameen
- Ar-Rahmaanir-Raheem
- Maaliki Yawmid-Deen
- Iyyaaka na'budu wa lyyaaka nasta'een
- Ihdinas-Siraatal-Mustaqeem
- Siraatal-lazeena an'amta 'alaihim ghayril-maghdoobi 'alaihim wa lad-daaalleen
tarjuma:- ( tamam tareefen Allah ki hain jo tamam jahano ka perwerdigar hai .
jo sabb per meharban hai , boht meharban hai .
jo roz-e-jaza ka malik hai .
( aey Allah ! ) hum teri hi ibadat kertay hain , aur tujhi say madad maangtay hain .
hamen seedhay raastay ki hidayat ata farma .
unn logon kay raastay ki jinn per tu ney inaam kiya hai.
naa kay unn logon kay raastay ki jinn per ghazab nazil huwa hai , aur naa unn kay raastay ki jo bhatkay huye hain)
4) koi 2 surah padhe
1st :- Surah Ikhlas
1. Qul Huwa Allahu Ahad
2. Allahu As-Samad
3. Lam Yalid Wa Lam Yulad
Bismillahir Rahmanir Rahim
4. Wa Lam Yakun Lahu Kufuwwan Ahad.
Tarjuma:- (Aey Nabi Rasulullah)
Keh do: Wo Allah Ek hai Wo Be niyaz hai Uss ki koi Aulad nahi aur na wo kisi ki Aulad hai aur uske jesa koi nahi)
2nd apko Jo Pasand ho aap wo surah padhein..
5) phir rafa'l yaden kare ( dono haatho'n ko kandhein tak uthayein aur "Allah Hu Akbar kehte huve ruku mein jaayein)
6) phir ruku ki tasbee padhein:- "sub'haana rabbi yal azeem " 3 Baar padhein
Sub'haana Rabbiyal Azeem (سُبْحَانَ رَبِّيَ الْعَظِيمِ)
Tarjuma: Mere Rabb jo azeem hai, woh har aib se paak hai.
7) phir :- shami Allahu liman hamidah kahe ruku se uthte waqt , rabbana lakal hamd kahe
8) ruku se uth kadhe hone ke baad rafa'l yaden kare, phir Allah Hu Akbar kehte hue sajde mein jaayein
9) phir sajde me hi sajde ki tasbee padhein
" Sub'haana rabbi yal a'ala" padhein 3 Baar
Sub'haana Rabbiyal A'la (سُبْحَانَ رَبِّيَ الأَعْلَى)
Tarjuma: Mere Rabb jo sabse ooncha hai, woh har aib se paak hai
10) do rakat ke baad dusre rakat me baith jaayein aur attahiyat padhe👇
التَّحِيَّاتُ لِلَّهِ وَالصَّلَوَاتُ وَالطَّيِّبَاتُ السَّلَامُ عَلَيْكَ أَيُّهَا النَّبِيُّ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ السَّلَامُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِينَ أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
अत्तहिय्यातु लिल्लाहि वस्सलवातु वत्तय्यिबातु अस्सलामु अल-क अय्युहन-नबिय्यु वरमतुल्लाहि व ब-र-कातुह, अस्सलामु अलैना व अला इबादिल्लाहिस सालिहीन, अश्हदु अल्ला इला-ह-इल्लल्लाहु व अश्हदु अन्न मुहम्मदन अब्दुहू व रसूलुह.
At-tahiyyatu lillahi was-salawatu wat-taiyibatu. Assalamu Alaika aiyuhan-Nabiyyu warahmatullahi wa-barakatuhu. Assalamu alaina wa-ala ibadillahis salihin. Ashhadu alla ilaha illallahu wa ashhadu anna Muhammadan Abdu hu wa Rasooluhu.
Tarjuma:
Saari zubaani, jismani aur mali ibadatein sirf Allah ke liye hain. Salaam ho aap par (Ayyuhan Nabi) aur Allah ki rehmat aur barkat ho. Salaam ho ham par aur Allah ke neik bande par. Main gawahi deta hoon ke Allah ke siwa koi maabood nahi aur main gawahi deta hoon ke Muhammad (ﷺ) Allah ke bande aur rasool hain.
# agar hamne 4 rakat ki niyat ki hai to dusre rakat me attahiyat ke baad khade ho jaaye teesri rakat continue karein. Aur Agar hamne 2 rakat ki niyat ki hai to attahiyat ke baad durood e Ibrahim padhein phir dua padhe aur phir salam pher lein 👇
**Durood-e-Ibrahimi**
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ.
اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ.
**Roman Urdu Mein:**
Allahumma salli 'ala Muhammadin wa 'ala aali Muhammadin kamaa sallayta 'ala Ibraheema wa 'ala aali Ibraheema innaka hameedum majeed.
Allahumma baarik 'ala Muhammadin wa 'ala aali Muhammadin kamaa baarakta 'ala Ibraheema wa 'ala aali Ibraheema innaka hameedum majeed.
**Tarjuma:**
"Ya Allah! Rehmat bhej Muhammad (ﷺ) par aur Muhammad (ﷺ) ki aale par, jaise ke Tu ne Ibraheem (عليه السلام) aur Ibraheem (عليه السلام) ki aale par rehmat bheji. Be-shak Tu tareef ke laayak aur buzurg hai.
Ya Allah! Barakat ata farma Muhammad (ﷺ) par aur Muhammad (ﷺ) ki aale par, jaise ke Tu ne barakat ata farmayi Ibraheem (عليه السلام) aur Ibraheem (عليه السلام) ki aale par. Be-shak Tu tareef ke laayak aur buzurg hai."
DUA:
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ وَمِنْ شَرِّ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ
Roman Urdu Mein:
Allahumma inni a'oozu bika min 'azaabil-qabri, wa min 'azaabi jahannama, wa min fitnatil-mahyaa wal-mamaati, wa min sharri fitnatil-maseehid-dajjaal.
Tarjuma:
"Ya Allah! Main tujh se panaah maangta hoon qabar ke azaab se, jahannam ke azaab se, zindagi aur maut ke fitne se, aur maseeh dajjal ke fitne ke sharr se."
SALAAM: assalamu'alaikum wa rahmatullah ..
Comments
Post a Comment